🎡 Medley Lyrics 1 / 6
Medley 1
Heart-to-Heart
Singer: Rimita Β· Apoorva Β· Mithu
Hum tum kitane paas hai kitane.. duur hain chaand sitaare, Sach poochho to mann ko jhoothe lagate hain yeh saare Hum tum kitane paas hai kitane.. duur hain chaand sitaare, Sach poochho to mann ko jhoothe lagate hain yeh saare Magar saccche lagate hai, Yeh Dharti yeh nadiyaa, yeh rainaa aur ? Aur tum mm … Bade Achche lagte hain yeh dharti, yeh nadiya, yeh raina… aur tum.
✦
Abhi Na Jao Chhod Kar, Ke Dil Abhi Bhara Nahi Abhi Na Jao Chhod Kar, Ke Dil Abhi Bhara Nahi Abhi Toh Aayi Ho, Abhi Abhi Toh.. Abhi Abhi Toh Aayi Ho, Bahaar Banke Chhayi Ho Hava Zara Mahak Toh Le, Nazar Zara Bahak Toh Le Yeh Shaam Dhal Toh Le Zara, Yeh Shaam Dhal Toh Le Zara Yeh Dil Sambhal Toh Le Zara, Main Thodi Der Jee Toh Loon Nashe Ke Ghoont Pee Toh Loon, Nashe Ke Ghoont Pee Toh Loon Abhi Toh Kuch Kaha Nahi, Abhi Toh Kuch Suna Nahi Abhi Na Jao Chhod Kar, Ke Dil Abhi Bhara Nahi
✦
Piyu bole, piya bole, kya yeh bole, janu na Jiya dole haule-haule, kyun yeh dole jaanu na. Dil ki jo baatein hain, baatein jo dil ki hain, Dil hi mein rakhna, piya. Hmm, lab to na kholun main, kholun na lab to, par aankhon se sab keh diya. Piyu bole, piya bole, kya yeh bole jaanu na Jiya dole haule-haule, kyun yeh dole jaanu na Piyu bole, piya bole, kya yeh bole jaanu na Jiya dole haule-haule, kyun yeh dole jaanu na
✦
Phoolon ke rang se, dil ki kalam se tujhko likhi roz paati Kaise bataun kis-kis tarah se, pal-pal mujhe tu sataati Tere hi sapne lekar ke soya, teri hi yaadon mein jaaga Tere khayalon mein uljha raha yoon, jaise ki maala mein dhaaga Haan badal, bijli, chandan, pani jaisa apna pyar Lena hoga janam humein kayi-kayi baar Haan itna madir, itna madhur tera mera pyar Lena hoga janam hameh kayi-kayi baar
✦
Ek din aap yun humako mil jayenge Phool hi phool raaho mein khil jayenge Maine sochaa na thaa Ek din aap yun humako mil jayenge Phool hi phool raaho mein khil jayenge Maine sochaa na thaa Ek din zindagi itani hogi hasi Jhumegaa aasamaa gaaegi ye zami Ek din zindagi itani hogi hasi Jhumegaa aasamaa gaaegi ye zami Maine sochaa na thaa…
✦
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho Kuch na kaho, kuch bhi na kaho Kya kehna hai, kya sunna hai Mujhko pata hai, tumko pata hai Samay ka yeh pal tham sa gaya hai Aur is pal mein koi nahin hai Bas ek main hoon, bas ek tum ho Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
✦
Rongeela re ✦ Rongeela re Kaagaz ke do pankh leke, Uda chala jaaye re Jahaan nahin jaana tha ye, Wahin chala haye re Umar ka yeh taana baana, Samajh na paaye re Zubaan pe jo moh maaya, Namak lagaye re Ke dekhe na bhale na jaane na daayere Disha hara kyamun boka.. Monta re Rongeela re ✦ Rongeela re
Medley 2
Love Anthems
Singer: Apoorva
Ho chandani jab tak raat, detaa hai har koi saath, Tum magar andheron mein, naa chhodna mera haath Ho chandani jab tak raat, detaa hai har koi saath, Tum magar andheron mein, naa chhodna mera haath Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye Tum denaa saath meraa, o, humnavaaz Naa koi hai, naa koi thaa, zindagi mein tumhaare sivaa Tum denaa saath meraa, o, humnavaaz
✦
Tujhko main rakh loon wahan Jahan pe kahin hai mera yaqeen Main jo tera na hua Kisi ka nahin, kisi ka nahin Le jaayein jaane kahan hawayein, hawayein Le jaayein tujhe kahan hawayein, hawayein? Begani hain yeh baaghi hawayein, hawayein Le jaayein mujhe kahan hawayein, hawayein? Le jaayein jaane kahan Na mujhko khabar, na tujhko pata Oh-oh-oh (hawayein, hawayein) Oh-oh-oh (hawayein, hawayein) Oh-oh-oh (hawayein, hawayein) Oh-oh-oh (hawayein, hawayein)
✦
Musu musu hasi deu malai lai Musu musu hasi deu Zara muskura de, muskura de Zara muskura de e khushi Ghum batle tu apni Humse tu le hansi Ho gaye hum ab tere Tu ho gayi apni Musu musu hasi deu malai lai Musu musu hasi deu Zara muskura de, muskura de Zara muskura de e khushi
✦
Chhu kar mere mann ko, Kiya tune kya ishara, Badla ye mausam, Lage pyara jag sara Chhu kar mere mann ko, Kiya tune kya ishara, Badla ye mausam, Lage pyara jag sara
Medley 3
Passion
Singer: Apoorva
Hum Tere Bin Ab Reh Nahi Sakte Tere Bina Kya Wajood Mera Tujhse Juda Agar Ho Jayenge Toh Khud Se Hi Ho Jayenge Juda Kyunki Tum Hi Ho.. Ab Tum Hi Ho Zindagi Ab Tum Hi Ho Chain Bhi Mera Dard Bhi Meri Aashiqui Ab Tum Hi Ho Tum hi ho.. Tum hi Ho… Mera ashiqui ab tum hi ho
✦
Yahin doobe din mere Yahin hote hai savere Yahin marna aur jeena Yahin mandir aur madeena Teri galliyan, galliyan teri galliyan, Mujhko bhaave galliyan, teri galliyan Teri galliyan, galiyan teri galiyan, Yunhi tadpaave galliyan, teri galliyan
✦
Manzile.. Ruswaa hain.. Khoya hai raasta.. Aaye le jaaye Itni si iltaja.. Yeh meri zamanat hai.. Tu meri amaanat hai.. Haan.. Mujhko Iraade De Kasamein De Waade De Meri Duaaon Ke Ishaaron Ko Sahaare De Dil Ko Thikaane De Naye Bahaane De Khaabon Ki Baarishon Ko Mausam Ke Paimane De
⏹ STOP
Apne karam ki kar adaayein.. Kar de idher bhi tu nigahein.. Sunn raha hai na tu Ro raha hu main Sunn raha hai na tu Ro raha hu main
✦
Tu Paas Hai Mere Paas Hai Aise Mera Koi Ehsaas Hai Jaise Tu Paas Hai Mere Paas Hai Aaise Mera Koi Ehsaas Hai Jaise Haye Main Mar Hi Jau, Jo Tujhko Na Pau Baaton Mein Teri Main Raate Bitaun Honthon Pe Lamha Lamha, Hai Naam Tera Haye Tujhko Hi Gaaun Main Tujhko Pukaru…. Saiyaara Tu To Badla Nahi Hai Mausam Zara Sa Rutha Hua Hai Saiya Re Tu Toh Badla Nahi Hai Mausam Zara Sa Rootha Hua Hai
✦
Woh lamhe, woh baatein, Koi na jaane Thi kaisi raatein, Hooo, barsaatein Woh bheegi bheegi yaadein Woh bheegi bheegi yaadein
✦
Bhulaado bhulaado wo baaten puraani Jo dil ko jalaati raheen Wo yaaden tumhaari wo baaten tumhaari Jo ham ko sataati raheen
✦
Phirta rahoon darbadar milta nahi tera nishaan hoke judaa kab main jiya tu hai kahaan main kahaan teri yaadon mein, khoya rehta hoon mujhko dasti hai tanhaaiyan.. mmmmm
✦
Shaam-o-subah tu mera Tere bina kya mera Do jism jaan ek hai Na hona kabhi tu juda Teri meri kahaani Hai baarishon ka paani Banke jo ishq barse Teri meri kahaani Teri meri kahaani
Medley 4
Retro Mix
The Evergreens
Baar baar dekho hazar baar dekho Ke dekhne ki chiz hai, humara dilaruba Taali ho, taali ho, taali ho
✦
Haal kaisa hai janaab ka Kya khyaal hai apaka Tum to machal ge, o-o-o Yun hi fisal ge, a-a-a
✦
Gore gore o, banke chore Kabhi meri gali aaya karo, Gori gori, o banki chori, Chahe roz bulaya karo
✦
Jaane kahaan mera jigar gaya ji Abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji Kisi ki adaaon par mar gaya ji Badi badi ankhiyon se dar gaya ji
✦
Dil deke dekho, dil deke dekho, dil deke dekho ji Dil lene waalon, dil denaa seekho ji Ho dil lene waalon, dil denaa seekho ji
πŸ₯ Beat Change
Bahaki, bahaki, chale hai pawan jo ude hai tera anchal Chhodo chhodo, dekho dekho, gore gore, kaale kaale baadal Kabhi kuchh kahati hai, kabhi kuchh kahati hai Jara nazar ko sabhaalana. Haal Kaisa Hai Janab Ka, Kya Khayal Hai Aapka, Hum Toh Machal Gaye oooo Yun hi phisal gaye aaaa.. Haal Kaisa Hai Janaab Ka..
✦
Hai apana dil to awaara, na jaane kisape aayega Ta ra ra…. Hasinon ne bulaaya, gale se bhi lagaaya, Bahut samajhaaya, yahi na samajha, Bahut bhola hai bechaara, na jaane kis pe ayega Hai apana dil to awaara, na jaane kisape ayega
✦
Yun to hamane laakh hasin dekhe hai Tumasaa nahi dekhaa Ho, tumasaa nahi dekhaa
✦
Yeh Chand sa Roshan Chehra Zulfon Ka Rang Sunehra Yeh Jheel Si Neeli Ankhen Koi Raaz Hai Inmein Gehra Taarif Karun Kya Uski Jisne Tumhe Banaya Taarif Karoon kya uski ..jisne tujhe banaya…….
Medley 5
Nostalgia
Indy starts Β· Singers enter with the beat
Saari Umra Hum, Mar-Mar Ke Jee Liye Ek Pal To Ab Humein, Jeene Do, Jeene Do Saari Umr Hum, Mar-Mar Ke Jee Liye Ek Pal To Ab Humein, Jeene Do, Jeene Do Nara Na Na Nara Nana… Give Me Some Sunshine Give Me Some Rain Give Me Another Chance I Wanna Grow Up Once Again
✦
Purani jeans aur guitar, Mohalle ki woh chhat Aur mere yaar, Woh raaton ko jaagna Subah ghar jaana, Kood ke deewar Woh cigaretee peena, Gali mein jaake Woh karna daanton ko, Ghadi ghadi saaf Pahunchna college, Hamesha late Woh kehna sir ka, Get out from the class Woh bahar jaake, Hamesha kehna Yahan ka system, Hi hai kharaab Woh jaake canteen mein, Table bajaake Woh gaane gaana, Yaaron ke saath Bas Yaadein, Yaadein, Yaadein reh jaati hain Kuchh chhoti, chhoti, Baatein reh jaati hain Bas yaadein...
✦
Papa kehte hain bada naam karega Beta hamaara aisa kaam karega Magar yeh to koi na jaane Ke meri manzil hai kahan Mera to sapna hai ek chehra Dekhe jo usko jhoome bahaar Gaalon mein khilti kaliyon ka mausam Aankhon mein jaadu, honton mein pyaar Banda yeh khoobsurat kaam karega Dil ki duniya mein apna naam karega Meri nazar se dekho to yaaron Ke meri manzil hai kahan
✦
Yeh dosti hum nahi todenge Hum Nahin Todenge Todenge Dum Magar Tera saath Na Chhodenge Yeh dosti hum nahi todenge Hum Nahin Todenge Todenge Dum Magar Tera saath Na Chhodenge
Medley 6
Asha Bhosle Tribute
Indraneel plays Β· Sups enters
Roz roz aankhon tale Ek hi sapna chale.. Raat bhar kaajal jale.. Aankh mein jis tarah, khwab ka diya jale…… Ho roz roz aankhon tale.. Ek hi sapna chale.. Raat bhar kaajal jale.. Aankh mein jis tarah, khwab ka diya jale Ho roz roz, aankhon tale..
✦
Chura liya….. Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahi churana sanam Badal ke meri tum zindagani Kahin badal na jaana sanam Ho le liya dil o… Haaye mera dil Haye dil lekar mujhko na behlana Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahi churana sanam
✦
Keh dun tumhe ya chup rahun, dil men mere aaj kya hai Jo bolo to jaanu, guru tumako maanu Chalo ye bhi waada hai Keh dun tumhe ya chup rahun, dil men mere aaj kya hai Jo bolo to jaanu, guru tumako maanu Chalo ye bhi waada hai
✦
Jaan-e-jaan dhundhata fir rahi Hun tumhe raat din, main yahaan se wahaan Jaan-e-jaan dhundhata fir rahi Hun tumhe raat din, main yahaan se wahaan Mujh ko awaaj do, chhup gaye ho sanam Tum kahaan, main yahaan
✦
O mere sona re, sona re, sona re De dungi jaan juda mat hona re Maine tujhe zara der mein jaana Hua kusur khafa mat hona re O mere sona re, sona re, sona
✦
Ye ladka haaye allah kaisa hai diwaana Kitana mushkil hai tauba isko samjhaana Ke dhire-dhire dil bekaraar hota hai Hote, hote hote, pyaar hota hai Ye ladka haaye allah kaisa hai diwaana
✦
Duniya mein… Aha Ha Ha Ha Logon ko.. Aha Ha Ha Ha Dhokha kabhi ho jata hai.. Hooo Aankhon hi… Aha Ha Ha Ha Aankhon mein… Aha Ha Ha Ha Yaro ka dil kho jata hai
✦
Pyase-pyase in mere labon ke liye Tere hothon ne hazaar waade kiye Bhoolane waale koi jiye to kaise jiye? Arre haan! arre haan! arre haan! Haan La-la-la la-la-la-la-la-la-la-la-la-la-la-la Piya tu ab to aaja Shola sa mann dahake aake bujha ja, Tan ki jwaala thandi ho jaaye Aise gale laga jaa…aa Monika, o my daarling
✦
Duniya ne hamako diya kya ? Duniya se hamane liya kya ? Ham sab ki parwa kare kyon ? Sabane hamaara kiya kya ? Dum maro dumm… Mit jaaye gumm.. Dum maaro dumm Mit jaae ghumm Bolo subah shaam hare krishna, hare ram Dum maaro dumm Mit jaae ghumm Bolo subah shaam Hare Krishna, Hare Ram